Profile Details
About & Family
Assalam-o-Alaikum
Main ne Intermediate tak taleem hasil ki hai, jis ke baad deeni taleem hasil ki. Alhamdulillah Quran-e-Kareem aur Islamiat ki tadrees se wabasta hoon. Mera talluq ek moazzaz Rajput khandan se hai.
Main saada mizaj, khush ikhlaq, zimmedar aur khandani aqdaar ki qadr karne wali hoon. Deeni o ikhlaqi tarbiyat, mutala aur ilm hasil karna meri dilchaspiyon mein shamil hai.
Main aise shareek-e-hayat ki talash mein hoon jo Allah se darne wala, nek seerat, achay ikhlaq ka malik aur khush mizaj ho
Phone Number
Jab aap dono ka connection ban jayega (aap Connect request bhejein aur samnay wala accept kare) tab unka phone number yahan nazar aayega.