Rishtay Par Wapas Jayein

Match Score

Match Score dekhne ke liye login karein

Login

In features ke liye free register karein

Larki 31 Saal Faisalabad Sunni Never Married

About & Family

mein beti ki walidha hoon mery shohar press mein hoty hein or meri 3 betiyan ik beta hai bhari beti or beta australia or uk mein settle hein dono married hein mein mery shohar or meri 2 betiyan abhi mery sath hein sb educated hein kafi or is beti ny bhi meri MBA kia hua hai. color iska kafi fair hai or slim hai 31 ki blkl nai lgti. isky liye rishta out of country bhi kr skty hein or faislabad, lahore, islamabad mein bhi.

Phone Number

Jab aap dono ka connection ban jayega (aap Connect request bhejein, samnay wala accept kare aur admin approve kare) tab unka phone number yahan nazar aayega.

Aik zaroori guzarish — MaaJee.pk ki taraf se KholainBand karein

Assalam o Alaikum!

Rishta zindagi ka bohat bara faisla hai, aur is mein aap ke walidain aur ghar walon ki izzat aur aitemad shamil hota hai. MaaJee.pk aap ko achhe rishton tak pohanchne ka zariya deta hai, lekin faisla aur zimmedari aap ki apni hai.

Baraye meharbani in baton ka khayal rakhein:

  1. Terms & Conditions aur Privacy Policy zaroor parhein. Website istemal karne ka matlab hai ke aap in se agree karte hain. (Terms · Privacy Policy)
  2. Har baat khud tasalli se check karein. Hum profiles verify karne ki poori koshish karte hain, lekin kisi bhi rishte ki tehqeeq — khandan, kaam, taleem, kirdar — aap aur aap ke ghar wale khud karein.
  3. Paise ka koi lain-dain na karein. MaaJee.pk ki fees sirf hamare official numbers par jaati hai. Kisi member ko kisi bhi wajah se paise, gift ya “fees” na bhejein.
  4. Mulaqat hamesha ghar walon ke saath aur public jagah par karein. Akele milne se parhez karein.
  5. Apni zaati maloomat soch samajh kar share karein — ghar ka pata, CNIC, bank details ya private tasveerein kisi ko na dein.
  6. Ghar walon ko shamil rakhein. Har qadam par apne walidain aur bazurgon ko bataein aur un ke mashware se chalein. Unhon ne aap par jo aitemad kiya hai, usay kabhi tootne na dein.
  7. Izzat aur akhlaq se baat karein. Kisi ko tang karna, jhoot bolna ya ghalat maloomat dena account band hone ki wajah ban sakta hai.
  8. Kuch ghalat lage to foran batayein. Kisi profile ya message par shak ho to “Report” karein ya hamein WhatsApp karein: 0339-0007987.
  9. Report hone ka asar. Jis profile ko members report karein woh Browse mein priority par nahi dikhti, aur hamari team reports check karke profile band kar sakti hai. Is liye sab ke saath izzat se pesh aayein.

⚠️ Zaroori: MaaJee.pk sirf members ko milane ka platform hai. Members ke aapas ke kisi bhi lain-dain, mulaqat, wade ya faisle ka idara zimmedar nahi hoga. Har qadam soch samajh kar, apni aur apne ghar walon ki zimmedari par uthayein.

Allah aap ke liye behtareen rishta asaan farmaye. Ameen. 🤲

— Team MaaJee.pk

Maajee.pk
Loading...