In features ke liye free register karein
Profile Details
Milte Julte Rishte Dekhein
About & Family
Alhamdulillah, meri family mein sab hain. Mere walid sahab electrician hain, meri mother ghar par hain aur mere do bhai hain. Main khud cooking ka kaam karta hoon. Main ek achhi, samajhdar aur sincere life partner ki talash mein hoon jo shaadi ke baad mere saath abroad settle hone mein madadgar ho. Meri preference hai ke mujhe aisa rishta mile jo overseas settled ho ya shaadi ke baad hum dono mil kar kisi achhe mulk mein settle ho saken. Main ek khushhaal aur pur-sukoon family life chahta hoon.
Phone Number
Jab aap dono ka connection ban jayega (aap Connect request bhejein, samnay wala accept kare aur admin approve kare) tab unka phone number yahan nazar aayega.